jiss admi ne mera suhaag ujaad diya uska bacha mere aandar pal raha hai.
Ek simple ladki Anshi....saadi ek baad ek yese riste me bandh jaati hai jaha uski awaaz, uski marzi sab kuch daba diya jata hai ye kahani hai us dard ki....jo kabhi kisi ko sunai nahi diya ...sirf ek cheekh bankar rahe gaya